Tera Zaat Khawaja Moin ud Din Manqabat Lyrics Tery Zaat Khawaja Moeen ud Din Tu Rasool Pak Ke Aaal Hai Tery Shan Khawaja e Khawajgah Tujha Bekason Ka Sawaal Hai Mera Bigra Waqat Sawar De Mera Khawaja Muj Ko Nawaz De Tery ik Nigah Ke Baat Hai Mery Zindagi Ka Sawal Hai Ma Gadae Khawaja e Chisht Hun Mujha Is Gadae Pe Naaz Hai Mera Naaz Khawaja Pe Kyun Na Ho Mera Khawaja Banda Nawaz Hai Yahan Bheek Milti Hai Beguman Ye Bara Sakhi Ka Hai Aastan Yahan Sub Ke Barhti Hai Jholiyan Ye Dar e Gareeb Nawaz Hai Mera Khawaja Atae Rasool hai Wo Bahar e Chisht Ka Phool Hai Wo Bahar e Gulshan e Fatima Chaman e Ali Ka Nihaal Hai Tery Zaat Khawaja Moeen ud Din Tu Rasool Pak Ke Aaal Hai Khwaja Moin ud Din Chishti Ajmeri written manqabat lyrics Teri zaat Khawaja Moeen ud Din written manqabat lyrics
Mustafa Ka Khuda Or Khud Mustafa Naat Lyrics Mustafa Ka Khuda or Khud Mustafa Kyun Kahun Mera Koi Sahara Nahi Ma Madine Se lakin Bohat Door Hun Ye Khalash Mere Dil ko Gawara Nahi Aap ka Ishq Hai Ishq e Rub ul Ula Aap Ka Ziker Hai Khas Ziker e Khuda Khud Khuda Ne Ye Quran Ma Aalan Kiya Jo Tumhara Nahi Wo Hamara Nahi Thokron Ke Siwa Or Paye Ga Kya Jiski Manzil Ka Koe Na Ho Rahnuma Apni Manzil Pe Hargiz Na Pohncha Ga Wo Hath Ma Jiska Daman Tumhara Nahi Isma Ahmad Ke Tazeem Ke Munqiro Is Ke Azmat Ko Quran Se Daikh lo Belaqab In Ka Isme Mubbarik Tabhi In Ke Mabood Na Bhi Pukara Nahi Aqle Jinno Bashar Ka Yahan Ziker Kya Sidra Wala Jahan Dango Heraan Han Azmat E Mustafa Ke Mila Had Kisa Ye Wo Darya Hai Jiska Kinara Nahi Wo He Roza Pe Bulwain Ge Ek Din Ae Sikander Zera Sabr Se Kaam Le Un Ke Dar Ga Gada Or Mayoos Ho Meri Sarkar Ko Ye Ganwara Nahi Mustafa Ka Khuda Or Khud Mustafa urdu written naat lyrics
Ye Sub Tumhara Karam Hai Aaqa Naat Lyrics Koi Salika Hai Arzu Ka Na Bandagi Mery Bandagi Hai Ye Sub Tumhara Karam Hai Aaqa Ke Baat Ab tk Bani Hui Ha Ata kya muj ko dard e ulfat khan the ye pur khata ke qismat ma is Karam ke khan tha qabil Huzoor ke banda perwari ha Kisi ka ahsan kyun uthain kisi ko halat kyun batain Tumhi se mange ga tum he do ga tumhara dar se he lo lagi ha Amal ke mera Asaas kya ha Bajuz nadamat ke paas kya ha Rahe salamat tumhari nisbat mera to ik aasra yahi ha Shaeuro fiqro nazer ke dawa had ke un se barh na pain Na shoo ska un bulandiyon ko Jhan muqam e Muhammadi ha Tajaliyon ke kafile tum ho murade qalbe khaleel tum ho Khuda ke roshan daleel tum ho ye sub tumhari he roshni ha Ha qaba bhi marjae Khalaiq bohat numaya hain ye haqaiq Mager jo maqsood e ashqi ha Huzoor ke dar ke hazri ha Bashir kahye Nazir kahye inhan siraje muneer khye Jo sir ba sir hai kalam e Rubi wo mera Aaqa ke zindagi ha Yahi ha Khalid Asaas e Rahmat Yahi hai Khalid Bana e Azmat Nabi ka Irfan Zi
Comments
Post a Comment