Saj Gae Ap ke Mahfil ko Sajana Naat Lyrics

Saj Gae Ap ke Mahfil ko Sajana Naat Lyrics


Saj gae aap ke mahfil ko sajana wala
Mera Sarkar ke milad manana wala

Gum nahi chorta muj ko ye zamana wala
Mera Sarkar hain sena se lagana wala

Tuj ko sad lakh mubbarik ho haleema dae
Agae Ghar me tera arsh pe jana wala

Sir qalam ho gya islam bachana ke lya
Aisa Hota Han Muhammad(p.b.u.h) ke gharana wala

Tune pani na dya in ko to ae nahra farat
Jin ke Maan Baap hain kosar ke Lutana wala

Kis qadar sucha he ye qole Raza ka Saim
Mit gaye aap ke azkar mitana wala
(Kalam written by Saim Chishti)

 Thumbnail
Saj gae aap ke mahfil ko sajana wala written naat

Comments

Popular posts from this blog

Tera Zaat Khawaja Moeen ud Din Manqabat Lyrics

Mustafa Ka Khuda Or Khud Mustafa Naat Lyrics

Ye Sub Tumhara Karam Hai Aaqa Naat Lyrics