Bana Jis Ki Khatir Ye Sara Zamana Naat Lyrics Bana Jis ke khatir zamana ye sara Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara Ara Khush Naseebo Muqaddar Jaga Lo Adab se zara samna dil bicha lo Abhi ho ga husan e Azal ka nazara Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara Prashan na hona ara gham ke maroo Na ghabrao ab tum ara be saharo Mila ga yaqeenan mila ga kinara Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara Ye Husan e Nabuwat ke Amad ke shab ha Ye mah e Risalat ke amad ke shab ha Na mahroom rehna na sona khudara Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara Sunate Han ham aj jis ke tarana Wo khud aa gae apni mehfil sajane Badal jae ga ab muqaddar hamara Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara Yaqeen ha ke Kheraat aisi Bata ge Kisi ke bhi jholi na khali rhe gi Wo Khaleeq Rehmat ka faiz e Ishara Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara Facebook Thumbnail Aya Haleema Ke Ankhon Ka tara written naat lyrics Bana Jis ke Khatir zamana ye sara written naat lyrics Bana jis ke khatir ye sara zamana written naat lyrics