Munawwar Meri Ankhon Ko Naat Lyrics

Munawwar Meri Ankhon Ko Naat Lyrics


Munawwar Meri Ankhon Ko Mere Shamsudduha Karde
Ghamon ke Dhoop me wo saya e zulfa duta kr da
Jehan bani ataa kr da Bhari jannat waba kr da
Nabi Mukhtar e Qul hai jisko jo chaha ata kr da
Jehan ma un ke chalti hai wo dam ma kya se kya kr dain
Zamin ko aasmaan kr dain suraya ko sira kr dain
Faza ma urna wala yun na itrain nida kr de
Wo jab chahain jisa chahain usa ferma rawa kr dain
Hr ik moje bala ko mera Mola nakhuda kr da
Mery Mushkil ko yun aasan mera mushkil kusha kr da
Nabi se jo hai bigana usa dil se juda kr da
Bder mader brader jan o maal un per fida kr da
Kisi ko wo rulate hain kisi ko wo hansate hain
Wo yu n he aazmate hain wo ab to faisla kr da
Ata ho ba khudi mujhko Khudi mery hawa kr de
Mujhe yun apni ulfat main mera mola fana kr de
Mujhe kya fiqer ho akhtar mera yawar hain wo yawar
Balaon ko jo meri Khud geraftaar bala kr de


Thumbnail
Munawar mery aankhon ko written naat
Munawwar Meri Ankhon Ko Mere Shamsudduha Karde written naat

Comments

Popular posts from this blog

Tera Zaat Khawaja Moeen ud Din Manqabat Lyrics

Mustafa Ka Khuda Or Khud Mustafa Naat Lyrics

Ye Sub Tumhara Karam Hai Aaqa Naat Lyrics